Skip to main content

Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayaal Aata Hai कभी कभी मेरे दिल में ख़याल आता है - Song Lyrics by Sahir Ludhianvi Full Song

Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayaal Aata Hai कभी कभी मेरे दिल में ख़याल आता है - Song Lyrics by Sahir Ludhianvi Full Song
Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayaal Aata Hai कभी कभी मेरे दिल में ख़याल आता है - Song Lyrics by Sahir Ludhianvi Full Song

Song Details

Song: Kabhi Kabhi Mere Dil
Movie: Kabhi Kabhi
Singers: Amitabh Bachchan, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mukesh
Star Cast: Amitabh Bachchan, Rakhee Gulzar
Music By: Mohammed Zahur Khayyam

Lyrics By: Sahir Ludhianvi


Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayaal Aata Hai कभी कभी मेरे दिल में ख़याल आता है Full Lyrics


Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayaal Aata Hai
Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayaal Aata Hai
Ki Jaise Tujhko Banaya Gaya Hai Mere Liye
Ki Jaise Tujhko Banaya Gaya Hai Mere Liye

कभी कभी मेरे दिल में ख़याल आता है 
कभी कभी मेरे दिल में ख़याल आता  है 
के जैसे तुझको बनाया गया है मेरे लिए 
के जैसे तुझको बनाया गया है मेरे लिए 

Tu Abse Pehle Sitaaron Mein Bas Rahi Thi Kahin
Tu Abse Pehle Sitaaron Mein Bas Rahi Thi Kahin
Tujhe Zameen Pe Bulaya Gaya Hai Mere Liye
Tujhe Zameen Pe Bulaya Gaya Hai Mere Liye

तू अबसे पहले सितारों में बस रही थी कहीं 
तू अबसे पहले सितारों में बस रही थी कही 
तुझे ज़मीन पे बुलाया गया है मेरे लिए 
तुझे ज़मीन पे बुलाया गया है मेरे लिए

Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayaal Aata Hai
Ki Ye Badan Ye Nigaahein Meri Amaanat Hain
Ki Ye Badan Ye Nigaahein Meri Amaanat Hain
Ye Gesuon Ki Ghani Chhaon Hain Meri Khatir

कभी कभी मेरे दिल में ख़याल आता है 
की ये बदन ये निगाहें मेरी अमानत हैं 
की ये बदन ये निगाहें मेरी अमानत हैं 
ये गेसुओं की घनी छाओं हैं मेरी खातिर 

Ye Honth Aur Ye Baahein Meri Amaanat Hain
Ye Honth Aur Ye Baahein Meri Amaanat Hain
Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayaal Aata Hai
Ki Jaise Bajti Hain Shehnaaiyaan Si Raahon Mein

ये होंठ और ये बाहें मेरी अमानत हैं 
ये होंठ और ये बाहें मेरी अमानत हैं 
कभी कभी मेरे दिल मैं ख़याल आता है 
की जैसे बजती हैं शहनाइयां सी राहों में 

Ki Jaise Bajti Hain Shehnaaiyaan Si Raahon Mein
Suhaag Raat Hain Ghoonghat Utha Raha Hoon Main
Suhaag Raat Hain Ghoonghat Utha Raha Hoon Main
Simat Rahi Hai Tu Sharma Ke Apni Baahon Mein

की जैसे बजती हैं शहनाइयां सी राहों में 
सुहाग रात हैं घूंघट उठा रहा हूँ में 
सुहाग रत हैं घूंघट उठा रहा हूँ मैं 
सिमट रही है तू शर्मा के अपनी भाहों में 

Simat Rahi Hai Tu Sharma Ke Apni Baahon Mein
Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayaal Aata Hai
Ki Jaise Tu Mujhe Chaahegi Umr Bhar Yoohin
Uthegi Meri Taraf Pyaar Ki Nazar Yoohin

सिमट रही है तू शर्मा के अपनी बाहों में 
कभी कभी मेरे दिल में ख़याल आता है 
की जैसे तू मुझे चाहेगी उम्र भर यूहीं 
उठाएगी मेरी तरफ प्यार की नज़र यूहीं 


Main Jaanta Hoon Ki Tu Geir Hai Magar Yoohin
Main Jaanta Hoon Ki Tu Geir Hai Magar Yoohin
Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayaal Aata Hai
Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayaal Aata Hai. 

मैं जानता हूँ की तू गैर है मगर यूहीं 
मैं जानता हूँ की तू गैर है मगर यूहीं 
कभी कभी मेरे दिल में ख़याल आता है 
कभी कभी मेरे दिल मैं ख़याल आता है 

Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayaal Aata Hai कभी कभी मेरे दिल में ख़याल आता है HD Video Youtube:-

Comments

Popular posts from this blog

Aashiq Hoon Main Kaatil Bhi Hoon आशिक़ हूँ मैं कातिल भी हूँ-Song Lyrics By Sameer Full Song

Aashiq Hoon Main Kaatil Bhi Hoon   आशिक़   हूँ   मैं   कातिल   भी   हूँ -Song Lyrics By Sameer Full Song Song:  Aashiq Hu Mai Katil Bhi Hu Movie: Baadshah Singers: Abhijeet Bhattacharya Star Cast: Shahrukh Khan, Twinkle Khannna, Rahee, Johne Lever Music By: Anu Malik Lyrics By: Sameer          Aashiq Hoon Main Kaatil Bhi Hoon आशिक़ हूँ मैं कातिल भी हूँ Full Lyrics Aashiq Hoon Main Kaatil Bhi Hoon Sabke Dilon Mein Shaamil Bhi Hoon Aashiq Hoon Main Kaatil Bhi Hoon Sabke Dilon Mein Shaamil Bhi Hoon आशिक़ हूँ मैं कातिल भी हूँ  सबके दिलो में शामिल भी हूँ  अधिक हूँ मैं कातिल भी हूँ  सबके दिलो मैं शामिल भी हूँ  Dil Ko Churaana Neendein Udaana Bas Yehi Mera Kusoor Vaadon Se Apne Mukarta Nahin Marne Se Main Kabhi Darta Nahin दिल को चुराना नींदें उड़ान  बस यही मेरा कुसूर...

Aayega Maza Ab Barsaat Ka आएगा मज़ा अब बरसात का - Song Lyrics By Sameer

Aayega Maza Ab Barsaat Ka आएगा मज़ा अब बरसात का - Song Lyrics By Sameer Song Details Song: Aayega Maza Ab Barsaat ka Movie: Andaaz Singers: Babul Supriyo, Alka Yaganik Star Cast: Akshay Kumar, Lara Dutta, Proyanka Chopra Music By: Nadeem, Sharavan Lyrics By: Sameer Aayega Maza Ab Barsaat Ka आएगा मज़ा अब बरसात का Full Lyrics  Aayega Maza Ab Barsaat Ka Teri Meri Dilkash Mulakaat Ka  Maine To Sambhale Rakha Tha Tune Dekha To Kata Choot Gaya आएगा मज़ा अब बरसात का  तेरी मेरी दिलकश मुलाकात का  मैंने तो संभाले रखा था  तूने देखा तो कटा छूट गया  Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se Pardesi Mujhe Tu Loot Gaya Ek Bheegi Haseena Kya Kehna  Yauwan Ka Nageena Kya Kehna  यूँ अँखियाँ मिलके अँखियों से  परदेसी मुझे तू लूट गया  एक भीगी हसीना क्या कहना  यौवन का नगीना क्या कहना  Saawan Ka Manhina Kya Kehna Baarish Mein Paseena Kya Kehna Mere Hoto Pe Ye Angoor Ka Jo Pa...

Woh Ladki Jo वो लड़की जो-Song Lyrics By Sameer Full Song

Woh Ladki Jo   वो   लड़की   जो -Song Lyrics By Sameer Full Song Song:    Woh Ladki Jo Movie: Baadshah Singers: Abhijeet Bhattacharya Star Cast: Shahrukh Khan, Twinkle Khannna, Rahee, Johne Lever Music By: Anu Malik Lyrics By: Sameer     Woh Ladki Jo वो लड़की जो Full Lyrics Kahin Zhulf Ka Badal O Ho Kahin Rangili Aachal Aa Haa Kahin Hoat Gulabi O Ho Kahin Chaal Sharabi Aa Haa कहीं ज़हलफ का बदल ओ हो  कहीं रंगीली आँचल आ हां  कहीं होएत गुलाबी ओ हो  कहीं चाल शराबी आ हां  Kahin Aankh Lagadi O Ho Kahin Jism Ki Khushboo Aa Haa, Kahin Narma Nigahen O Ho Kahin Gori Bahen Aa Haa कहीं आँख लगादी ओ हो  कहीं जिस्म की खुशबू आ हां  कहीं नरम निगाहें ओ हो  कहीं गोरी बाहें आ हां  Haa Yahan Kadam Kadam Par Lakhon Haseenayen Hai Hum Magar Yeh Dil Ka Tofa Dene Oosai Aaye Hai हां यहाँ कदम कदम पर ...