Skip to main content

Mere Khwaabon Mein Jo Aaye मेरे ख़्वाबों में जो आये - Song Lyrics By Anand Bakshi Full Song

Mere Khwaabon Mein Jo Aaye मेरे ख़्वाबों में जो आये - Song Lyrics By Anand Bakshi Full Song
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye मेरे ख़्वाबों में जो आये - Song Lyrics By Anand Bakshi Full Song


Song Details

Song: Mere Khwabon Mein
Movie: Dilwale Dulhaniya Le Jayenge
Singer: Lata Mangeshkar
Star Cast: Shahrukh Khan, Kajol
Music By: Jatin Pandit, Lalit Pandit
Lyrics By: Anand Bakshi




Mere Khwaabon Mein Jo Aaye मेरे ख़्वाबों में जो आये Full Lyrics

Mere Khwaabon Mein Jo Aaye
Aake Mujhe Chhed Jaaye
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye
Aake Mujhe Chhed Jaaye

मेरे ख़्वाबों में जो आये 
आके मुझे छेड़ जाए 
मेरे ख़्वाबों में जो आये 
आके मुझे छेड़ जाए 

Use Kahon Kabhi Saamne To Aaye
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye
Aake Mujhe Chhed Jaaye
Use Kahon Kabhi Saamne To Aaye

उसे कहूं कभी सामने `तो आये 
मेरे ख़्वाबों में जो आये 
आके मुझे छेड़ जाए 
उसे कहूं कभी सामने तो आये 

Mere Khwaabon Mein Jo Aaye
Kaisa Hai Kaun Hai Wo Jaane Kahan Hai
Ho Kaisa Hai Kaun Hai Woh Jaane Kahan Hai
Jiske Liye Mere Hoton Pe Aah HaI

मेरे ख़्वाबों में जो आये 
कैसा है कौन है वो जाने कहाँ है 
हो कैसा है कौन है वो जाने कहाँ है 
जिसके लिए मेरे होटों पे आह है  

Apna Hai Ya Begana Hai Wo
Sach Hai Ya Koi Afsana Hai Wo
Dekhe Ghur Ghur Ke Yunhi Door Door Se
Use Kahon Meri Neend Na Churaye

अपना है या बेगाना है वो 
सच है या कोई अफसाना है वो 
देखे घूर घूर के यूँही दूर दूर से 
उसे कहूं मेरी नींद न चुराए 

Mere Khwaabon Mein Jo Aaye
Aake Mujhe Chhed Jaaye
Use Kahon Kabhi Saamne To Aaye
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye

मेरे ख़्वाबों में जो आये 
आके मुझे छेड़ जाये 
उसे कहूं कभी सामने तो आये 
मेरे ख़्वाबों में जो आये  

Jadoo Se Jaise Koi Chalne Laga Hai
Ho Jadoo Se Jaise Koi Chalne Laga Hai
Main Kya Karun Dil Machalne Laga Hai
Tera Deewana Kehta Hai Wo

जादू से जैसे कोई चलने लगा है 
हो जादू से जैसे कोई चलने लगा है 
में क्या करूँ दिल मचलने लगा है 
तेरा दीवाना कहता है वो 

Chup Chup Se Phir Kyon Rahta Hai Wo
Kar Baitha Bhool Wo Le Aaya Phool Wo
Use Kaho Jaaye Chaand Leke Aaye
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye

चुप चुप से फिर क्यों रहता है वो 
कर बैठा भूल वो ले आया फूल वो 
उसे कहूं जाए चाँद लेके आये 
मेरे ख़्वाबों में जो आये 


Aake Mujhe Chhed Jaaye
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye
Aake Mujhe Chhed Jaaye
Use Kahon Kabhi Saamne To Aaye. 

आके मुझे छेड़ जाये 
मेरे ख़्वाबों में जो आये 
आके मुझे छेड़ जाए 
उसे कहूं कभी सामने तो आये 

Mere Khwaabon Mein Jo Aaye मेरे ख़्वाबों में जो आये HD Video Youtube:-

Comments

Popular posts from this blog

Aashiq Hoon Main Kaatil Bhi Hoon आशिक़ हूँ मैं कातिल भी हूँ-Song Lyrics By Sameer Full Song

Aashiq Hoon Main Kaatil Bhi Hoon   आशिक़   हूँ   मैं   कातिल   भी   हूँ -Song Lyrics By Sameer Full Song Song:  Aashiq Hu Mai Katil Bhi Hu Movie: Baadshah Singers: Abhijeet Bhattacharya Star Cast: Shahrukh Khan, Twinkle Khannna, Rahee, Johne Lever Music By: Anu Malik Lyrics By: Sameer          Aashiq Hoon Main Kaatil Bhi Hoon आशिक़ हूँ मैं कातिल भी हूँ Full Lyrics Aashiq Hoon Main Kaatil Bhi Hoon Sabke Dilon Mein Shaamil Bhi Hoon Aashiq Hoon Main Kaatil Bhi Hoon Sabke Dilon Mein Shaamil Bhi Hoon आशिक़ हूँ मैं कातिल भी हूँ  सबके दिलो में शामिल भी हूँ  अधिक हूँ मैं कातिल भी हूँ  सबके दिलो मैं शामिल भी हूँ  Dil Ko Churaana Neendein Udaana Bas Yehi Mera Kusoor Vaadon Se Apne Mukarta Nahin Marne Se Main Kabhi Darta Nahin दिल को चुराना नींदें उड़ान  बस यही मेरा कुसूर...

Aayega Maza Ab Barsaat Ka आएगा मज़ा अब बरसात का - Song Lyrics By Sameer

Aayega Maza Ab Barsaat Ka आएगा मज़ा अब बरसात का - Song Lyrics By Sameer Song Details Song: Aayega Maza Ab Barsaat ka Movie: Andaaz Singers: Babul Supriyo, Alka Yaganik Star Cast: Akshay Kumar, Lara Dutta, Proyanka Chopra Music By: Nadeem, Sharavan Lyrics By: Sameer Aayega Maza Ab Barsaat Ka आएगा मज़ा अब बरसात का Full Lyrics  Aayega Maza Ab Barsaat Ka Teri Meri Dilkash Mulakaat Ka  Maine To Sambhale Rakha Tha Tune Dekha To Kata Choot Gaya आएगा मज़ा अब बरसात का  तेरी मेरी दिलकश मुलाकात का  मैंने तो संभाले रखा था  तूने देखा तो कटा छूट गया  Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se Pardesi Mujhe Tu Loot Gaya Ek Bheegi Haseena Kya Kehna  Yauwan Ka Nageena Kya Kehna  यूँ अँखियाँ मिलके अँखियों से  परदेसी मुझे तू लूट गया  एक भीगी हसीना क्या कहना  यौवन का नगीना क्या कहना  Saawan Ka Manhina Kya Kehna Baarish Mein Paseena Kya Kehna Mere Hoto Pe Ye Angoor Ka Jo Pa...

Manwa Laage मानव लागे-Song Lyrics By Irshad Kamil Full Song

Manwa Laage मानव लागे -Song Lyrics By Irshad Kamil Full Song Song Details Song: Manwa Laage Movie: Happy New Year Singer:   Arijit Singh, Shreya Ghoshal Star Cast: Shahrukh Khan, Deepika Padukone, Abhishek Bachchan, Boman Irani, Sonu Sood Music By: Vishal, Shekhar Lyrics By: Irshad Kamil Manwa Laage मानव लागे Full Lyrics Manwa Laage O Manwa Laage Laage Re Saanwre, Laage Re Saawre Le Tera Hua Jiya Ka Jiya Ka, Jiya Ka Ye Gaaon Re मानव लागे ओ मानव लागे  लागे रे सांवरे लागे रे सावरे  ले तेरा हुआ जिया का  जिया का जिया का सावन रे  Manwa Laage O Manva Laage Laage Re Saanwre, Laage Re Saanwre Le Tera Hua Jiya Jiya Ka Jiya Ka Hai Dhaav Re मानव लागे ओ मानव लागे  लागे रे सांवरे लागे रे सावरे  ले तेरा हुआ जिया का  जिया का जिया का सावन रे  Musafir Hoon Main Door Ka Deewana Hoon Main Dhoop Ka Mujhe Na Bhaaye, Na B...